Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye

Dosto agar aapki koi bhi website ya blog hai toh aapke liye ye post bhut important hone wali hai. Kyuki es post me hum aapko apni website me notification bell icon lgane ke baare me puri information btayenge or ese lgane se hume kya fayada hoga wo bhi hum aapko puri detail me btayenge. Toh dosto es post ko aap es post ko pura pade.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare
Notificatio bell icon kya hai?       
Dosto aapne bhut si websites ya blog me dekha hoga ki unki websites par ek neeche ek bell icon bna hota hai or jab bhi aap unki websites ko open karte ho toh aapke saamne ek popup window open hoti hai jisme aapse kaha jata hai ki agar aap humari Latest post ko padna chahate hai toh Allow button par click kare or jaise he aap allow button par click karte hai toh aap unke blog ko subscribe kar lete hai jis se jab bhi us website par koi bhi post publish hoti hai toh sabse phle aapko notification mil jayega or aap unki website par jaake turnt us post ko pad sakte hai.

Also Read - Blogging kaise start kare - Make money by blogging

Notification bell icon kyu jaruri hai?

Toh dosto mai aapko bta du ki agar aap blogging karte ho ya aapki koi bhi website hai toh aapke liye notification bell icon bhut jaruri hai kyuki jab aapke blog par notification bell hoga toh aapke visitors aapki website ya blog ko subscribe karenge or aap jab bhi koi post apne blog par publish karoge toh unke paas notification jayega or wo aapki post ko padenge jis se aapke blog ka traffic kaafi increase hoga.

OneSignal se apne blog par notification bell kaise lagaye?

Toh dosto aap samaj toh gye honge ki ye kitna important hai humare blog ke liye. Toh chaliye ab mai aapko btata hu ki aapko apne blog par notification bell kaise lagani hai.

Step 1. Toh sable phle aapko OneSignal ki website par jana hai.

Step 2. Uske baad aapke saamne kuch es traha ka interface dikhega.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare
Toh aapko sabse phele yaha par apna account bna lena hai aap yaha par Github, Gmail, or Facebook se bhi sign up kar sakte hai.

Step 3. Jab aap sign up karle toh aapke saamne kuch es traha ka interface dikhega.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare
Ab aapko Add App par click karna hai or fr aapko apni website ke liye notification bell bnana chahte hai toh aapko fr web push icon ko select karna hai.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare

Ab jab aap Web Push select kar loge toh aapke saamne kuch aisa interface dikhayi dega.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare
Yaha aapko wo platform select karna hai jis par aapka blog hai agar aapka blog blogger par hai toh aapko blogger select karna hai.

Also Read - Top 5 Dark Web search engines | Dark Web कैसे search करते हैं।

Step 4. Jab aap ye sab kar loge toh aapko apni website ki details daalne ke liye bola jayega.
Yaha par aapko apni website ki sabhi details ko fill karna hai jaise aapko site name me apni site ka name daalna hai site URL me apni website ka URL fill karna hai or default URL ko aapko blank he rahne dena hai. Choose a Label me aapko apni website ka name daal dena hai.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare

Step 5. Jab aap ye sab fill kar loge toh aapko Add Prompt ka option aayega.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare
jaise he aap yaha Add Prompt par click karte ho toh aapko yaha ek preview dikhaya jata hai ki aapka notification bell icon kaisa dikhayi dega. aap yaha se apni notification bell ka colour or size bhi change kar sakte hai.

Step 6. Ab aapko ye sab settings karne ke baad save par click kar dena hai jaise he aap save karte ho toh aapko ek HTML code mil jata hai.
Blogger blog me notification bell icon kaise lagaye | Blogger me notification bell kaise enable kare | Popup notification bell kaise lagaye | OneSignal notification bell icon kaise use kare
aapko es HTML code ko apne blog ke theme ke  <head> section ke niche paste karna hai or aap chahe toh aap apne blog ke Layout me jaake Add a Widget par click karke paste kar sakte hai.
Kuch he dher me aapke blog par notification bell show hone lag jayegi.

Also Read - Auto blogging kya hai - Auto blogging ke fayde or nuksan

Toh dosto aaj ki post me bss etna he or aapko ye post kaisi lgi hume comment karke jarur bataye or agar aapko ye post achi lagi toh post share jarur kare jis se or logo ki bhi help ho sake.
Or agar aapko post se releated koi bhi question hai toh aap humse comment karke puch sakte hai.
Thanks!☺️

Post a Comment

7 Comments